Pages

Facebook Wall Pictures by Manasv Mehta

Sunday

Guzra Zamana

Ped ki chhaya chal di hoop ke saath, Sab le gaya jal ambar ab kuchh na raha dharti ke paas.
Behti hai Ganga nirantar peeti hai zehar, Aaj bhi dhoondhti hai raahgir ki aankhein chaanv ki dagar.
Subah hui raat gayi aur gaya aalas, Yeh sab dharti ko arpan hai jo hai sooraj ke manas.
Nadi hamari doob rahi hai ab akele, Kho chuki hai ab who aas ki lagenge dobara yahan mele.

No comments: